Chaltey Bahaar Aatee Hai
Home » Dard Bhari Shayari » Chaltey Bahaar Aatee HaiSadaa-E-Yaar Key Chaltey Bahaar Aatee Hai!
Zarrey-Zarrey Mein Eik Andaleeb Gaatee Hai!
Dil-O-Dimaag Mein Kuchh Goonjataa Hai Rah-Rah Kar!
Rooh Ko Rooh, Na Jaaney Kahaan Bulaatee Hai?
