kahin ek aakhri hadd
Home » Dard Bhari Shayari » kahin ek aakhri haddkahin ek aakhri hadd hai jahan dil ko bikharna hai
wahin se phir mujhe apna safar aaghaaz karna hai
main suraj hoon andheron se mujhe kya farq parta hai
jahan main aaj dooba hoon wahin se kal ubharna hai
