Apni Jannat ko Zara Aur Sajale
Home » Hussani Shayari » Apni Jannat ko Zara Aur SajaleApni Jannat Ko Zara Aur Saja Le Rizwan!!!!
Is Se Acha To Merey Ghar Ka Azaa Khana Hy
Zid Na Kar Tu Mujhe Firdos Main Le Janey Ki
Rasta Chor !!! Mujhe Karb-o-Bala Jana Hay
