Allama Iqbal's Poetry

Collection of Allama Iqbal's Poetry. Read all the Latest Poems by Allama Iqbal. You can read all the Urdu Poetry of Allama Iqbal. Allama Iqbal's Poetry section is daily updated.
  • Mere Bachpan Ke Din

  • Mere Bachpan Ke Din Bhi Kia Khob The. “;Iqbal;” Be-Namazi b tha, Aur Be-Gunah bhi……!! happy Iqbal day….!

  • Fana na kar apni zindagi ko

  • ….Fana na kar apni zindagi ko raah~e~junoon mein. IQBAL Tab karega ibadat jab gunnah karne ki taqat na hogi… (Allama Iqbal)

  • Utho Meri Dunya K Garibon | Allama Iqbal Poetry

  • utho meri dunya k garibon ko jaga do khak-e-umra k dar-o-diwar hila do garmao gulamon ka lahu soz-e-yaqin se kunjishk-e-phiromaya ko shahin se lara do sultani-e-jamahur ka ata hai zamana jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aye mita do jis khet se dahqan ko mayassar nahin rozi us khet k har khosha-e-gandum ko jala do kyon [...]

  • Tu Abhi Rahguzar Mein Hai | Allama Iqbal Poetry

  • tu abhi rahguzar mein hai qaid-e-makam se guzar misr-o-hijaz se guzar, paires-o-sham se guzar jis ka amal hai be-garaz, us ki jaza kuch aur hai hur-o-khayam se guzar, bada-o-jam se guzar garche hai dilkusha bahot husn-e-firang ki bahar tayarek buland bal dana-o-dam se guzar koh shigaf teri zarab tujhse kushad sharq-o-garab teze-hilahal ki tarah aish-o-nayam [...]

  • Tere Ishq Ki Intaha | Allama Iqbal Poetry

  • tere ishq ki intaha chahta hun meri sadgi dekh kya chahta hun sitam ho k ho wada-e-behijabi koi bat sabr-azma chahta hun ye jannat mubarak rahe zahidon ko k main ap ka samna chahta hun koi dam ka mehman hun ai ahl-e-mahfil chirag-e-sahar hun, bujha chahta hun bhari bazm mein raz ki bat kah di [...]

  • Sitaron Se Age Jahan | Allama Iqbal Poetry

  • sitaron se age jahan aur bhi hain abhi ishq k imtihan aur bhi hain tahi zindagi se nahin ye fazayen yahan saikaron karawan aur bhi hain kanat na kar alam-e-rang-o-bu par chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain agar kho gaya ek nasheman to kya gam maqamat-e-ah-o-fugan aur bhi hain tu shahin hai parwaz hai [...]

  • Sare Jahan Se Acha Hindustan | Allama Iqbal Poetry

  • sare jahan se acha hindustan hamara ham bul-bulen hain is ki ye gulistan hamara gurbat mein hon agar ham rahta hai dil watan mein samjho wahin hamein bhi dil ho jahan hamara parwat wo sab se uncha hamsaya asman ka wo santri hamara wo pasban hamara godi mein kheli hain is ki hazaron nadiyan gulshan [...]

  • Sakhtiyan Karta Hun Dil Par | Allama Iqbal Poetry

  • sakhtiyan karta hun dil par gair se gafil hun main hay kya achi kahi zalim hun main jahil hun main hai meri zillat hi kuch meri sharafat ki dalil jis ki gaflat ko malak rote hain wo gafil hun main bazm-e-hasti apni araish pe tu nazan na ho tu to ik taswir hai mahfil ki [...]

  • Sach Kah Dun Ai Brahman Gar Tu | Allama Iqbal Poetry

  • sach kah dun ai brahman gar tu bura na mane tere sanam kadon k but ho gaye purane apnon se bair rakhna tu ne buton se sikha jang-o-jadal sikhaya waiz ko bhi Khuda ne tang ake akhir main ne dair-o-haram ko chora waiz ka waz chora, chore tere fasane patthar ki muraton mein samjha hai [...]

  • Nahin Minnat Kash E Tab E Shanidan | Allama Iqbal Poetry

  • nahin minnat-kash-e-tab-e-shanidan dastan meri khamoshi guftagu hai, bezubani hai zaban meri ye dastur-e-zaban-bandi hai kaisi teri mahfil mein yahan to bat karne ko tarasti hai zaban meri uthaye kuch waraq lala ne kuch nargis ne kuch gul ne chaman mein har taraf bikhri hui hai dastan meri ura li kumariyon ne tutiyon ne andlibon ne [...]