Allama Iqbal's Poetry

Collection of Allama Iqbal's Poetry. Read all the Latest Poems by Allama Iqbal. You can read all the Urdu Poetry of Allama Iqbal. Allama Iqbal's Poetry section is daily updated.
  • Lab Pe Ati Hai Dua Ban K | Allama Iqbal Poetry

  • lab pe ati hai dua ban k tamnna meri zindagi shamma ki surat ho Khudaya meri dur duniya ka mere dam andhera no jaye har jagah mere chamakne se ujala ho jaye ho mere dam se yun hi mere watan ki zinat jis tarah phul se hoti hai chaman ki zinat zindagi ho meri parwane [...]

  • Khird K Pas Khabar K Siwa | Allama Iqbal Poetry

  • khird k pas khabar k siwa kuch aur nahin tera ilaj nazar k siwa kuch aur nahin har muqam se age muqam hai tera hayat zauq-e-safar k siwa kuch aur nahin rangon mein gardish-e-khun hai agar to kya hasil hayat soz-e-jigar k siwa kuch aur nahin urus-e-lala munasib nahin hai mujhse hijab k main nasim-e-sahar [...]

  • Kabhi Ai Haqiqat E Muntazir | Allama Iqbal Poetry

  • kabhi ai haqiqat-e-muntazir nazar a libas-e-majaz mein k hazaron sajde tarap rahe hain teri jabin-e-niyaz mein tarab ashna-e-kharosh ho tu nawa hai mahram-e-gosh ho wo surur kya k chaya hua ho sukut-e-parda-o-saz mein tu bacha bacha k na rakh ise tera aina hai wo aina k shikasta ho to aziz tar hai nigah-e-aina-saz mein dam-e-tauf [...]

  • Jinhen Main Dhundhta Tha | Allama Iqbal Poetry

  • jinhen main dhundhta tha asmanon mein zaminon mein wo nikle mere zulmat-e-khana-e-dil k makinon mein mahine wasl k ghariyon ki surat urte jate hain magar ghariyan judai ki guzarti hai mahinon mein mujhe rokega tu ai nakhuda kya garq hone se k jin ko dubna hai dub jate hain safinon mein jala sakti hai sham-e-kushta [...]

  • Ham Mashriq K Musalmanon Ka | Allama Iqbal Poetry

  • ham mashriq k musalmanon ka dil magrib mein ja atka hai wahan kuntar sab billori hai, yahan ek purana matka hai is daur mein sab mit jayenge, han baqi wo rah jayega jo qayam apni rah pe hai, aur pakka apni hat ka hai ae shaikh-o-brahman sunte ho kya ahl-e-basirat kahte hain gardon ne kitani [...]

  • Gulzar E Hast O Bu – Allama Iqbal

  • gulzar-e-hast-o-bu na beganawar dekh hai dekhne ki chiz ise bar bar dekh aya hai to jahan mein misal-e-sharar dekh dam de najaye hasti-e-napayedar dekh mana k teri did k qabil nahin hun main tu mera shauq dekh mera intzar dekh kholi hain zauq-e-did ne ankhein teri to phir har rahguzar mein naqsh-e-kaf-e-pay-e-yar dekh

  • Ata Hai Yad Mujhko

  • ata hai yad mujhko guzara hua zamana wo bag ki baharen wo sab ka chah-chahana azadiyan kahan wo ab apne ghonsale ki apni khushi se ana apni khushi se jana lagti ho chot dil par, ata hai yad jis dam shabnam k anson par kaliyon ka muskurana wo pyari pyari surat, wo kamini si murat [...]

  • Ajab Waiz Ki Din Dari Hai

  • ajab waiz ki din-dari hai ya rab adawat hai ise sare jahan se koi ab tak na ye samjha k insan kahan jata hai ata hai kahan se wahin se rat ko zulmat mili hai chamak taron ne pai hai jahan se ham apni dard-mandi ka fasana suna karte hain apne razdan se bari barik [...]