Anwar Masood's Poetry
Collection of Anwar Masood's Poetry. Read all the Latest Poems by Anwar Masood. You can read all the Urdu Poetry of Anwar Masood. Anwar Masood's Poetry section is daily updated.Rat Ai Hai Balaon Se
rat ai hai balaon se rihai degi ab na divar na zanjir dikhai degi vaqt guzra hai par mausam nahin badala yaro aisi gardish hai zamin khud bhi duhai degi ye dhundalaka sa jo hai us ko ganimat jano dekhna phir koi surat na sujhai degi dil jo tutega to ik tarfa tamasha hoga kitne [...]
Jis Tarah Ki Hain Ye Diraven
sun to sahii jahaan main hai teraa fasaanaa kyaa kahti hai tujh se Khalq-e-Khudaa Gaibanaa kya zina saba kaa Dhundati hai apni musht-e-Khaak baam-e-baland yaar ka hai astana kya ati hai kis tarah se meri kabz-e-ruuh ko dekhun to maut dhund rahe hai bahana kya betab hai kamal hamara dil-e-aziim mahmaan saray-e-jism ka hoga ravana [...]


