Khwaja Mir Dard's Poetry
Collection of Khwaja Mir Dard's Poetry. Read all the Latest Poems by Khwaja Mir Dard. You can read all the Urdu Poetry of Khwaja Mir Dard. Khwaja Mir Dard's Poetry section is daily updated.Tum Aj Hanste Ho Hans Lo Mujh Par Ye
tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar hogi rahe muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main har hogi hazar ulfat sataye lekin mere iradon se hai ye [...]
Tujhi Ko Jo Yan Jalwa Farma Na Dekha
tujhi ko jo yan jalwa farma na dekha barabar hai duniya ko dekha na dekha mera guncha-e-dil hai woh dil-girifta k jis ko kaso ne kabhi wa na dekha aziat, musibat, malamat, balayen tere ishq main ham ne kya kya na dekha kiya mujh ko dagon sarw-e-chiragan kabho tu ne akar tamasha na dekha tagaful [...]
Tohmaten Chand Apne Zimme Dhar Chale
tohmaten chand apne zimme dhar chale jis liye aye the so ham kar chale zindagi hai ya koi tufan hai ham to is jine ke hathon mar chale kya hamain kam is gulon se ai saba ek dam aye idhar udhar chale dosto dekha tamasha yan ka sab tum raho khush ham to apne ghar [...]
Mera Ji Hai Jab Tak Teri Justaju Hai
mera ji hai jab tak teri justaju hai zaban jab talak hai yahi guftagu hai Khuda jane kya hoga anjam is ka main besabar itna hun wo tund khu hai tamana hai teri agar hai tamana teri arzu hai, agar arzu hai kiya sair hamne gulzar-e-duniya gul-e-dosti main ajab rang-o-bu hai ganimat hai ye did [...]
Jag Main Akar Idhar Udhar Dekha
jag main akar idhar udhar dekha tu hi aya nazar jidhar dekha jan se ho gaye badan khali jis taraf tune ankh bhar k dekha nala fariyad ah aur zari ap se ho saka so kar dekha un labon ne ki na masihai ham ne sau -sau tarah se mar dekha zor ashiq mizaj hai [...]
Ham Tujh Se Kis Hawas Ki Falak Justaju Karen
ham tujh se kis hawas ki falak justaju karen dil hi nahin raha hai jo kuch arazu karen mit jayen ek an main kasrat namayan ham aine k samne a kar jo hu karen tar-damani pe sheikh hamari na jaio daman nichor den to farishte wazu karen sar ta qadam zaban hai jun shama go [...]
Duniya Main Kaun Kaun Na Yak Bar Ho Gaya
duniya main kaun kaun na yak bar ho gaya par mun phir is tarf na kiya us ne jo gaya phirti hai meri khak saba dar-ba-dar liye aye chashm-e-ashkbar ye kya tujh ko ho gaya agah is jahan main nahin gair be khudan jaga wahi idhar se jo mund ankh so gaya tufan-e-noah ne to [...]
Chaman Main Subah Ye Kahti Thi Ho
chaman main subah ye kahti thi ho kar chashm-e-tar shabnam bahar-e-bag to yun hi rahi lekin kidhar shabnam arq ki bund us ki zulf se rukhsar par tapki tajub ki hai jage ye pari khurshid par shabnam hamain to bag tujh bin khana-e-matam nazar aya idhar gul pharte the jab, roti thi udhar shabnam kare [...]
Apne tain to har ghari gam hai
apne tain to har ghari gam hai, alam hai, dag hai yad kare hamain kabhi kab ye tujhe dimag hai ji ki khushi nahin giro sabz-o-gul ke hath kuch dil ho shagufta jis jagah wo hi chaman hai bag hai kis ki ye chashm-e-mast ne bazm ko yun chaka diya masl-e-habab sar nagun sharam se [...]
Agar Yon Hi Ye Dil Satata Rahega
agar yon hi ye dil satata rahega to ik din mera ji hi jata rahega main jata hun dil ko tere pas chore meri yad tujhko dilata rahega gali se teri dil ko le to chala hun main pahunchunga jab tak ye ata rahega qafas main koi tum se ai ham-safiron khabar kal ki hamko [...]


