Meena Kumari's Poetry

Collection of Meena Kumari's Poetry. Read all the Latest Poems by Meena Kumari. You can read all the Urdu Poetry of Meena Kumari. Meena Kumari's Poetry section is daily updated.
  • Yun Teri Rahguzar Se Diwana War Guzre

  • yun teri rahguzar se diwana war guzre kandhe pe apne rakh k apna mazar guzre baithe rahe hain rasta main dil ka khandar saja kar shayad isi taraf se ek din bahar guzre bahti hui ye nadiya ghulte hue kinare koi to par utre koi to par guzare tu ne bhi ham ko dekha hamne [...]

  • Ye Rat Ye Tanhai

  • ye rat ye tanhai ye dil k dharakne ki awaz ye sannata ye dubte taron ki khamosh gazalkhwani ye waqt ki palkon par soti hui wirani jazbat-e-muhabbat ki ye akhri angrai bajti hui har janib ye maut ki shahnai sab tum ko bulate hain pal bhar ko tum a jao band hoti meri ankhon main [...]

  • Puchte Ho To Suno Kaise Basar Hoti Hai

  • puchte ho to suno kaise basar hoti hai rat khairat k sadqe ki sahar hoti hai sans bharne ko to jina nahin kahte ya rab dil hi dukhta hai na ab asteen tar hoti hai jaise jagi hui ankhon main chubhen kanch ke khwab rat is tarah diwanon ki basar hoti hai gam hi dushman [...]

  • Chand Tanha Hai Asman Tanha

  • chand tanha hai asman tanha dil mila hai kahan kahan tanha bujh gai as chup gaya tara thartharata raha dhuan tanha zindagi kya isi ko kahte hain jism tanha hai aur jan tanha hamsafar koi gar mile bhi kahin donon chalte rahe tanha tanha jalti bujhti si raushani k pare simta simta sa ek makan [...]

  • Agaz To Hota Hai Anjam Nahin Hota

  • agaz to hota hai anjam nahin hota jab meri kahani main wo nam nahin hota jab zulf ki kalikh main ghul jaye koi rahi badnam sahi lekin gumnam nahin hota hans hans k jawan dil k ham kyon na chunen tukre har shakhs ki qismat main inam nahin hota bahte hue ansu ne ankhon se [...]

  • Ablapa Koi Is Dasht Main Aya Hoga

  • ablapa koi is dasht main aya hoga warna andhi main diya kis ne jalaya hoga zarre zarre pe jare honge kunware sajde ek ek but ko Khuda us ne banaya hoga pyas jalte huye kanton ki bujhai hogi riste pani ko hatheli pe sajaya hoga mil gaya hoga agar koi sunahari patthar apna tuta hua [...]