Munir Niazi's Poetry
Collection of Munir Niazi's Poetry. Read all the Latest Poems by Munir Niazi. You can read all the Urdu Poetry of Munir Niazi. Munir Niazi's Poetry section is daily updated.Gam Ki Barish Ne Bhi
gam ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin tune mujh ko kho diya main ne tujhe khoya nahin nind ka halka gulabi-sa khumar ankhon main tha yun laga jaise wo shab ko der tak soya nahin har taraf diwar-o-dar aur un main ankhon ka hujum kah sak jo dil ki halat wo lab-e-goya [...]
Gam Ka Wo Zor Ab Mere Andar Nahin Raha
gam ka wo zor ab mere andar nahin raha is umr main main itna samarwar nahin raha is ghar main jo kashish thi gai un dinon k sath is ghar ka saya ab mere sar par nahin raha wo husn-e-naubahar abad shauq jism sun rahna tha us ko sath mere par nahin raha mujh main [...]
Dar K Kisi Se Chup Jata Hai
dar k kisi se chup jata hai jaise sanp khazane main zar k zor se zinda hain sab khak k is wirane main jaise rasm ada karte hon shahron ki abadi main subah ko ghar se dur nikal kar sham ko wapis ane main nile rang main dubi ankhen khuli pari thin sabze par aks [...]
Chaman Main Rang E Bahar Utra
chaman main rang-e-bahar utra to main ne dekha nazar se dil ka gubar utra to main ne dekha main nim shab azma k hasrat ko dekhta tha chaman main wo husn zar utra to main ne dekha khumar mai thi wo chehra kuch aur lag raha tha dam-e-sahar jab khumar utra to main ne dekha [...]
Bechainh Baut Phirna Ghabaraye Hue Rahna
Bechain bahut phirna ghabaraye hue rahna ik ag si jazbon ki bahakaye hue rahna chalkaye hue chalana khushbu-e-begani ki ik bag sa tha apna mahkaye hue rahna is husn ka shewa hai, jab ishq nazar aye parde main chale jana, sharmaye hue rahna ik sham si kar rakhna kajal k karishme se ik chand sa [...]
Barsat
ah! ye barani rat minh, hawa, tufan, raqs-e-sayeqat shash-jahat par tirgi umari hui ek sanate main bazm-e-hadsat aur meri khirki k niche kanpate peron k pat char su awara hain bhule bisre waqayat jhakkaron k shor main jane kitni dur se sun raha hun teri bat
