Dard Bhari Shayari
Akela Chorh Dun Is Rah Me
Me Usy Kese Akela Chorh Dun Is Rah Me Sath Jo Chalta Raha Majburio’n k Baad b Ban k Khushbu Rach Gya Hy Yun Mere Ehsas Me Duur Ho Paya Nhi Wo Durio’n K Baad b Rafta Rafta Usko b Ye Dunya Raas Aa Gai Muskura K Wo MIla Hy Ranjisho’n K Baad b aasly [...]
Mere Wajud Main Wafa
Mere Wajud Main Wafa Ki Roshni Utaar De Phr Itna Pyar De k Mujhy Chahato’n Main Maar De Bohat Udaas Tha So Uth K Tere Paas Aa Gya Kuch Aisi Baat Ker Jo Dil Ko Chain-o-Qarar De Suna Hy Teri Ek Nazar Sanwarti Hy Zindagi Jo Ho Saky Tou Aaj Meri Zindagi Sanwar De
Mujhe rone do
Paana bahut kuch chahta hoon magar Bas aaj khud ko kahin khone do Karne ko baatein hain bahut magar Bas aaj mujhe chup hone do Jhinjhod diya hai zindagi ne aaj itna Ye toofan shaant to hone do Apne hi jiwan ki raahon mein kaante Apne hi haathon fir bone do Fir se bachpan jeena [...]
Mujhey Daikh Kar Jo Ikk Nazar
Mujhey Daikh Kar Jo Ikk Nazar Mairey Saarey Dard Samajh Sakey Jo Iss Qadar Ho Chara-Gar Mujhey Uss Nigaah Ki Talaash Hai
Mahobbaton ka dawa
Jo kabhi teri nazar se guzar jaya kerte hain woh sitare aksar toot ke bikhar jaya kerte hain Hum kisi se mahobbaton ka dawa to nahi kerte haan magar wafaon pe hum mar jaya kerte hain Mausam ke hijir bhi.. ye guzare ga to kabhi mausam ke isi aas main guzar jaya kerte hain Mohabbaton [...]
Kuch bhi nahi
………kuch bhi nahi… Mere paas dard-e-dil ke siwa kuch bhi nahi Rakh sakun in zakhmo pe marham. Aisi dawa “Kuch bhi nahi” Mujh se na kar phoolon ki umeed. Mere daman mein kaanton ke siwa “kuch bhi nahi” Na kar shikwa meri tanhai ka kabhi Mere paas gham-e-judai ke siwa “kuch bhi nahi” Tu rahe [...]
Wo Lamhe
Wo Lamhe Jo Mujhe Chuh Kar Nahi Gujre Wo Lamhe Jo Mujhe Chuh Kar Nahi Gujre, Wo Waqt Jo Meri Yadoon Mein Nahi Dhala, Kyon Bhul Nahi Pata Mein, Kyon Reh Reh Kar Yaad Ata Hai Mujhko. Wo Raat Jo Meri Ankhoon Mein Saji Hain, Wo Khushbu Meri Sanson Mein Basi Hain, Kyon Badalon Si [...]
Meri wafa ne banaya hai bewafa
Karoon to kis liye aakhir karoon malal us ka, usey nahin to mujhey bhi nahin khayal us ka, Meri wafa ne banaya hai bewafa us ko, Kisi ada par nahin hai kamal us ka, Mere naseeb ki yeh bhi to khush naseebi hai, Ke mujh ko dekh ke sab pochte hain hal us ka, Yehi [...]
kahin ek aakhri hadd
kahin ek aakhri hadd hai jahan dil ko bikharna hai wahin se phir mujhe apna safar aaghaaz karna hai main suraj hoon andheron se mujhe kya farq parta hai jahan main aaj dooba hoon wahin se kal ubharna hai
Maine kaha Maut ko
Maine kaha Maut ko thorde din tal jaa,, Maut ne kaha teri kisi ko jaroorat nahi tu chala aa, Maine kaha koi hai jo humare liye jeeta hai,,,, Maut ne kaha isliye tu roj paani ki jagah aansu peeta hai
