Patriotic Poetry

Collection of Patriotic Poetry, Urdu Patriotic Poetry, Hindi Patriotic Poetry, Urdu Patriotic Poetry and Poetry. Patriotic Poetry Section is regularly updated with new and fresh Shayari.
  • Aey Paak Watan

  • “Aey Paak Watan” aey pak watan jab bhi tu ne pukara hum barh kar badal daingay burray waqt ka dhara niklain gay kafan baandh k sar pe teray betay goonjay ga arsh pe teray naam ka na’ara hum teri mohabbat ki qasam khaye huwaye hain aey pak watan tu humain jaan se piyara hai yeh [...]

  • Qarz

  • “Qarz” Hum Khoon Ki Qistain Tow Bohat De Chukay Lakin Aey Khaak E Watan!!! Qarz Ada Kiyun Nahi Hota

  • MERAY WATAN

  • “MERAY WATAN!!!” bus iss khayaal se zinda hain , tu humara hai jo tu raha na tow kuch nahi rahay ga jeenay main meray WATAN!!! tujhay kaisay yeh dhoop chatay gi hazaar MAA’ON k anchal hain teray seenay main

  • Qadam Milaao

  • “Qadam Milaao” bachon agay qadam barhaao apnay parcham ko lehraao khaamoshi hai achi aadat par jab bolo rung jamaao yakjehti ka suraj chamkay ik doojay se qadam milaao KHALIQ hai saansaar ka woh hi USS ki AZMAT k gunn gaao ilam o amal ka pekar ban kar saari duniya par chaa jaao sach main sakoon [...]

  • yaad e watan

  • yaad e watan hum bhi araam utha saktay thay ghar pe reh kar hamain bhi paala tha MAA BAAP ne dukh seh seh kar waqt e rukhsat unnhain itna bhi na aye keh kar goud main ansu jo tapkay rukh se beh kar ussay hi tifal samajh lena ji behlanay ko hum ne jab wadah [...]

  • Tu watan ki aabro hai

  • tu watan ki aabro hai , tu watan ka hai sahaarah yeh hawaon k musafir , yeh samundaron k raahi meray sir bakaf mujhahid , meray sar shikan sipahi yeh tera yaqeen mehkam , teri himmaton ki jaan hai teray bazo’uon ki kuwwat teray azm ka nishaan hai tu hi raah , tu hi manzil [...]

  • Haathon Mein Haath

  • Haathon Mein Haath Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan Apni Zameen Hai, Apna hai aasman Aaein gay ghum, Aayay gi khushi Manzil Chahay, Mushkil Sahee Aagay Barhoo Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan Apni Zameen Hai, Apna hai aasman Aangan aanagan khushiyan manaein Apni zameen ko milke sajaein yehi hai dua Haathon mein [...]

  • Qabron main nahi

  • qabron main nahi hum ko qitabon main utaro hum log muhabbat ki kahani main mare hain

  • Yadon ka aik jhonka aya

  • yadon ka aik jhonka aya hum se milne barson bad pehle itna roye nahi the jitna roye barson bad aj hamari khak pe duniya rone dhone behti hai phool huwe hain jane kaise itne saste barson bad bhol bhi jao kisne tora keyun tora kaise tora keyun dhond rahe ho dil ke tukre in galioun [...]

  • pakistan pakistan

  • pakistan pakistan pakistan pakistan hay azmaton muhabaton ka nishan rooh e qaied ki azmaton ko salam ho jo na banate watan hum reh jate be nishan

    eXTReMe Tracker