Sad Shayari
Khasmosh say lab ankhoon
Khasmosh say lab ankhoon main nami hoti hai Teri yaad jo aati hai to kuch aaisi aada hoti hai Ankhoon ko band kar k us ko main sochoon to Khamosh andharay main bas uski nigaah hoti hai Ab ya duniya meri muha veeran si lagti hai Khushboo teri na hoti hai na teri sada hoti [...]
Ansoo
Ansoo her khushi or ghum mein insaan ka saath detein hein, Ansoo? bahane se dil ka boejh halka hota hai, Ansoo? khushi ke moqe per bhi nikle ate hein or khshi ka izhaar karte hein, Ansoo? dost bichRne per ankhoun se moteoun ki tarah behne lagte hein, Ansoo? se pyar karo kiun ke yeh bin [...]
Aasaan nahi dard-e-dil ko manana
Aasaan nahi dard-e-dil ko manana, Pareshaan yoon hi kisi ko na karna, Tanha na rehati yeh raatein humari, Jab us anjaane ki tasveer bandh NIGGAHON mein hai raheti. Bandh NIGGAHON ki dehleez par aansoon ki dariya behati hai, Jab haalate dil jubaan par bayaan ho jaati hai, NIGGAHON mein udaasi ki diye jal uththi hai, [...]
Tujhe bhoolne ki koshish mein
Tujhe bhoolne ki koshish mein, Jab dil ye zid pe aa gaya, Main aankh moond ke baith gaya, Tu khayaal pe phir chaa gayi? Ye dhadkan kahin ruk jaaye naa, Meri nabz Thehr naa jaaye kahin, Tune Waqt kiya mera lamha lamha, Magar maut ko aasaan bana gayi? Meri har daleel ko kiya ansuni, Meri [...]
Talaash karna hi chor diya
Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya Sab beeti hui baatein bhula di hum ne Ab Dil main maazi basana chor diya Kaanton se bhar dete hain log daaman Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya Kabhi na maangen ga kisi se [...]
Kabhi yaad hi nahi aaya
To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya? Kisi gulaab ki khushboo kay bikharnay par bhi Kitaab uthatay huay, Geet koyi gaatay huay Ittar lagatay huay, choorian pehentay huay To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya? Subha ko uthtay huay, shaam ko teheltay huay Neend naa aaye agar karwatain badaltay huay Kabhi [...]
Yun Na Mil Mujhse Khafa Hou Jaisay
Yun Na Mil Mujhse Khafa Hou Jaisay Sath ChaL Mauj-e-Saba Hou Jaisay Laug Yun Dekh Kar Hans Detay Hain Tu Mujhay BhooL Gayee Hou Jaisay Ishq Ko ShirK Ki Hudh Tak Na Bharha Yun Na MiL Hum Se KHUDA Hou Jaisay MauT Bhi Aaye Tu Es NaaZ Ke Sath Mujh Pe Ehsaan Kya Hou Jaisay [...]
Aj us ki yaad
Aj us ki yaad na hamain tarpaya buht Aj na chahtay huay bhi wo yaad aae buht Us k baad to jaisay weshatoon s doosti ho gaye Phir kyun tanhayion ny aaj daraya buht W0 meri the Meri hai Meri rahayge Yah soch k dil ko behlaya buht Shama k jalnay pay afsoos karain kyun [...]
Yeh kis tazabazab mein
Yeh kis tazabazab mein parh gayi hun Safar k imkan sochti hun Yeh shaam shaid meri udasi mein dhal rahi hai K dil ki ro he badal rahi hai Yeh ab khula hai Tumhare lehje mein jo khushi thi, wo mein nahin thi Jo mere chehre pe roshni thi meri nahin thi K mere aanchal [...]
Tujhay Ishq Ho Khuda Karay
Tujhay Ishq Ho Khuda Karay Tujhay Us Say Koi Juda Karay Taire Hoont Hansna Bhool Jaain Taire Aankh Pur-Num Raha Karay To Us Ki Baatain Kya Karay To Us Ki Baatain Suna Karay Usay Daikh Kar To Ruk Jae Wo Nazar Jhuka Kar Mila Karay Tujhay Dosti Bhi Na Raas Aae To Tanha Tanha Phira [...]


