Umeed Shayari
Aakh khulle te chehra meri jaan
Aakh khulle te chehra meri jaan ka ho Aakh band ho te sapna meri jaan ka ho Main mar jayo te gham na ho kafan mile to dupatta meri jaan ka ho.
Kisi ki shakl mai ab k qarar
Kisi ki shakl mai ab k qarar de dena Merey Khuda mujhe ab k bahar de dena Suku’n ki shakl mai gar maut hi zaroori hai Yahi sukun hamain aik baar de dena Tum apne qurb ki parchhaia’n na do jo agar Hamarey dil ki khalish ko qarar de dena Ye roz roz ka uthh-ta [...]
Mere Sabr Ka Na le Imtehaan
Mere Sabr Ka Na le Imtehaan Meri Khaamoshi Ko Sada Na De Jo Tere Bina Jee Na Sake Use Jeene Ki Tu Dua Na De Mere Jism-o-jaan Ka Yeh Faaslaa Kahin Waqt Aur Badha Na De Tujhe Bhool Kar Na Bhula Sakun Tujhe Chah Kar Bhi Na Paa Sakun Meri Hasraton Ko Shumaar Kar Meri [...]
Dreechay Sy Jhankti Woh Larki
Dreechay Sy Jhankti Woh Larki, Ajab Dukh sy Bhari Hui Hai, K Us K Angan Main Phool Par Ik, Tittli Mari Hui Hai, Kabhi Azano Main Khoi Khoi, Kabhi Namazon Main Roi Roi, Woh Aese Dunya Ko Dekhti Hai, Jese Is Sy Dari Hui Hai, Dard Sy Mehki Sansain, Wazeefa Parthi Hui Wo Ankhen, K [...]
?uno! Jab Barish Barsa Karti hai
?uno! Jab Barish Barsa Karti hai, Or Har Soo Pani hota Hai, Hum Apne Ghar Aangan Main, Logon Ko Dekha Kate Hain, Or… Tum Ko Socha Karte Hain, Suno! Jab Raat Siyah Ho Jati Hai, Or Chandni Phela Karti Hai, Hum Apne Ghar Ke Aangan Main, Chup Ke Apne Bister Per, Taaron Ko Dekha Karte [...]
Zinda rahain to kya hai?
Zinda rahain to kya hai? jo mar jaayen hum to kya? Duniya se khamoshi se guzar jaayen hum to kya? Hasti hi apni kya hai zamaane k saamne, Ik khuwab hain jahaan’ main bikhar jaayen hum to kya? Ab kon muntazir hai humare liye wahaan? Shaam aa gayi hai lot k ghar jaayen hum to [...]
jab dill kay taar tootey hon
jab dill kay taar tootey hon jab saarey mujh say roothey hon jab aankhain meri beeghi hon Dil chahey woh koi baat karey jab mosm-e-bahaar aa jaey jab phoolon pay humaar chaa jaey jab merey dill main aag lagey uss aag ko woh gulzaar karey Dil chahey woh koi baat karey jab saaaki dushman ho [...]
main ne jo diivaar banaaii hai
ik-ik patthar jod ke main ne jo diivaar banaaii hai jhaankhuu us ke piichhe to rusvaaii hii rusvaaii hai youn lagataa hai sote jaagate auroon kaa mohataaj huun main aankhein merii apanii hain par un mein niind paraaii hai dekh rahe hain sab hairat se niile-niile paanii ko puuchhe kaun samandar se tujh mein kitanii [...]
Dil Ki Khamoshi Se Saanso’n k Theher
Dil Ki Khamoshi Se Saanso’n k Theher Jane Tk Yaad Aayega Mujhy Wo Shaks Marr Jane Tk Us Ne Ulfat k b Paimaany Bna Rakhy Thay Me Ne Chaha Tha Usay Hadh Sy Guzar Jane Tak …
Wo Inkaar Kerty Hyn Iqrar k Liye
Wo Inkaar Kerty Hyn Iqrar k Liye Nafrat b Krty Hyn Tou Pyar k Liye Ulti Chal Chalty Hyn Ye Ishq Waly Aankhei’n Band Krty Hyn Deedar k LIye
