Urdu Poetry
Dekhna Qismat K Ap Apne Pe Rashk A Jaye Hai
dekhna qismat k ap apne pe rashk a jaye hai main use dekhun bhala kab mujhse dekha jaye hai hath dho dil se yahi garmi gar andeshe mein hai abgina tundi-e-sahaba se pighala jaye hai gair ko yarab wo kyon kar mana-e-gustakhi kare gar haya bhi usko ati hai to sharma jaye hai shauq ko [...]
Dayam Para Hua Tere Dar Par Nahi Hun Main
dayam para hua tere dar par nahi hun main khak aisi zindagi pe k paththar nahi hun main kyun gardish-e-mudam se ghabra na jaye dil insan hun, pyala-o-sagar nahi hun main yarab! zamana mujh ko mitata hai kis liye lauh-e-jahan pe harf-e-mukarrar nahi hun main had chahiye saza mein uqubat k waste akhir gunahgar hun, [...]
Dard Minnat Kashe Dawa Na Hua
dard minnat kashe-dawa na hua main na acha hua, bura na hua jama karte ho kyon raqibon ko ik tamasha hua gila na hua ham kahan qismat azmane jayen tu hi jab khanjar azma na hua kitne shirin hain tere lab k raqib galiyan khak bemaza na hua hai khabar garm un k ane ki [...]
Chahiye Achon Ko Jitna Chahiye
chahiye achon ko jitna chahiye ye agar chahen to phir kya chahiye sohbat-e-rinda se wajib hai hazar ja-e-mai apne ko khencha chahiye chahne ko tere kya samjha tha dil bare ab is se bhi samjha chahiye chak mat kar jeb be ayyam-e-gul kuch udhar ka bhi ishara chahiye dosti ka parda hai beganagi munh chupana [...]
Aina Kyun Na Dun K Tamasha Kahen Jise
aina kyun na dun k tamasha kahen jise aisa kahan se laun k tujhsa kahen jise hasrat ne la rakha teri bazm-e-khayal mein guldasta-e-nigah suweda kahen jise phunka hai kisne goshe muhabbat mein ai Khuda afsun-e-intazar tamanna kahen jise sar par hujum-e-dard-e-garibi se daliye wo ek musht-e-khak k sahra kahen jise hai chashm-e-tar mein hasrat-e-didar [...]
Ah Ko Chahiye Ik Umr Asar Hone Tak
ah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jita hai teri zulf k sar hone tak dam har mauj mein hai halqa-e-sadkam-e-nahang dekhen kya guzare hai qatre pe gauhar hone tak ashiqi sabr-talab aur tamanna betab dil ka kya rang karun khun-e-jigar hone tak ham ne mana k taaful na karoge lekin khak ho [...]
Ashk Ankhon Main Kab Nahin Ata
ashk ankhon main kab nahin ata lahu ata hai jab nahin ata hosh jata nahin raha lekin jab wo ata hai tab nahin ata dil se rukhsat hui koi khwahish girya kuch be-sabab nahin ata ishq ka hausala hai shart warna bat ka kis ko dhab nahin ata ji main kya-kya hai apne ae hamdam [...]
Arzuen Hazar Rakhte Hain
arzuen hazar rakhte hain to bhi ham dil ko mar rakhte hain barq kam hausla hai ham bhi to dil ek beqarar rakhte hain gair hai murad-e-inayat hae ham bhi to tum se pyar rakhte hain na nigah na payam na wada nam ko ham bhi yar rakhte hain ham se khush zam-zama kahan yun [...]
Ankhon Mein Ji Mera Hai Idhar Yar Dekhna
ankhon mein ji mera hai idhar yar dekhna ashiq ka apane akhri didar dekhna kaisa chaman ke ham se asiron ko mana hai chak-e-qafas se bag ki diwar dekhna ankhen churaio na tuk abr-e-bahar se meri taraf bhi didah-e-khunbar dekhna ae ham-safar na able ko pahunche chashm-e-tar laga hai mere paon mein a kar dekhna [...]
Andoh Se Hui Na Rihai Tamam Shab
andoh se hui na rihai tamam shab mujh dil jale ko nind na ai tamam shab chamak chali gai thi sitaron ki subah tak k asman se didabarai tamam shab jab main ne shuru qissa kiya ankhen khol din yaqini thi mujh ko chashm numai tamam shab waqt-e-siyah ne der mein kal yawari si ki [...]
