Dil Ko Kya Ho Gaya
Home » Urdu Poetry » Dil Ko Kya Ho Gayadil ko kya ho gaya Khuda jane
kyon hai aisa udas kya jane
kah diya main ne hal-e-dil apna
is ko tum jano ya Khuda jane
jante jante hi janega
mujh main kya hai abhi wo kya jane
tum na paoge sada dil mujh sa
jo tagaful ko bhoi haya jane
Leave a Reply
Next: Gam Se Kahin Najat Mile »
