Ham Mashriq K Musalmanon Ka | Allama Iqbal Poetry
Home » Urdu Poetry » Ham Mashriq K Musalmanon Ka | Allama Iqbal Poetryham mashriq k musalmanon ka dil magrib mein ja atka hai
wahan kuntar sab billori hai, yahan ek purana matka hai
is daur mein sab mit jayenge, han baqi wo rah jayega
jo qayam apni rah pe hai, aur pakka apni hat ka hai
ae shaikh-o-brahman sunte ho kya ahl-e-basirat kahte hain
gardon ne kitani bulandi se un qaumon ko de patka hai

zaravar khan
May 25th, 2011 at 8:31 am
Masha allah
MUZZAMMIL SHAH
September 20th, 2011 at 5:19 am
iqbal sahab ki shayri ka koi jawab nahi, main unko nbahut bada fan hun. mujhe bahut achha laga ki ap ne apni sie par unki nazme likhi hain.