Kya Bhala Mujhko Parakhne Ka Natija Nikla
Home » Urdu Poetry » Kya Bhala Mujhko Parakhne Ka Natija Niklakya bhala mujhko parakhne ka natija nikla
zakhm-e-dil ap ki nazron se bhi gehra nikla
torkar dekh liya aina-e-dil tune
teri surat k siwa aur bata kya nikla
tishnagi jam gai pathar ki tarah honton par
dub kar tere dariya main main pyasa nikla
Leave a Reply
Next: Lab E Khamosh Se »


